Tere Bina Lyrics – Arijit Singh | Aakanksha Sharma | 1921
This song from the Bollywood movie 1921 starring Zareen Khan and Karan Kundra. The song is sung by Arijit Singh and Aakanksha Sharma the music is composed by Asad Khan while its lyrics are written down by Raqueeb Alam.
Song | Tere Bina Lyrics |
Singer | Arijit Singh and Aakanksha Sharma |
Lyrics | Raqueeb Alam |
Music | Asad Khan |
Music Label | Zee Music Company |
Movie | 1921 |
Tere Bina Lyrics
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai na sawera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
Aa jaa na…
Nigaahon se ilzam de
Adaaon se paigam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai bad-gumaan (x2)
Tu nadi ka kinara
Gumnaam saa main hoon safeena
Tu hai mausam bahara
Sookhi sookhi main heena
Jaan meri hai phasi ek mulaqat mein
Kaise main ab jeeyun
Aise halaat mein
Sar pe gham ka hai jo aasman
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
Besabar ho rahi hai ye meri baahein
Tu kahaan hai?
Benazar ho rahi hai yeh nigaahein
Tu kahaan..
Apne dil se mera haq mitaane lage
Mere har khwaab ko tum jalane lage
Dil mein bharne laga hai dhuaan…
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
Aa ja naa…
Nigahon se ilzaam de
Adaaon se paigaam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai badgumaan…